Tuesday, October 29, 2013

ॐ Rutha Rutha sa hai ~ By Smita


Kyon na jane tu yu rutha rutha sa hai....
istarah kyon dil tuta tuta sa hai....

khomishayan aur bhi ho gayi hai gumsum gumsum....
taaron k daman se asama kyun chhuta chhuta sa hai....

raat jane kyun sehami sehami si hai.....
na jane ye  chand kaha khoya khoya sa hai....
kyu  gumnam ho gaye wo jalwe..

jugnu itane kyu buze buze se hai....
kyun phoolon ne hai kar diya band khilana...
ye chaman ujada ujada sa hai....

tu jabse muzase rutha rutha sa hai..


No comments:

Post a Comment