ॐ Rutha Rutha sa hai ~ By Smita
Published by The Name is Bizit | under Poems on 10:21 PMKyon na jane tu yu rutha rutha sa hai....
istarah kyon dil tuta tuta sa hai....
khomishayan aur bhi ho gayi hai gumsum gumsum....
taaron k daman se asama kyun chhuta chhuta sa hai....
raat jane kyun sehami sehami si hai.....
na jane ye chand kaha khoya khoya sa hai....
kyu gumnam ho gaye wo jalwe..
jugnu itane kyu buze buze se hai....
kyun phoolon ne hai kar diya band khilana...
ye chaman ujada ujada sa hai....
tu jabse muzase rutha rutha sa hai..
ॐ Kabhi Socha ki ~ By Smita
Published by The Name is Bizit | under Poems on 10:13 PMKabhi socha ki kash yu hota...
phoolon ki zameen hoti...
ek asama mera hota.....
badalon se hoti dosti.....
sagar se mang lete thodi si gehrai......
wadiyonse leke chadar....
leheron me dub jaate hum...
phoolose churate wo masumiyat...
tera jiname aks hota...
in misariyon ko tere atharose chakha hota .....
reshami hawaonko tere hatho se chua hota......
kabhi socha k kash yu hota..
main na meri hoti...
jo tu mera hota

